Farazali Shaadi Proposal
Nagan Chourangi Karachi, Sind, Pakistan matrimonials
Want a Sincere, Lovely & Sughar life Partner.I am very simple, Softhearted person. jhoot nahi bolta hon, achchi adat wala hoon, buray kamo say door rahta hoon z
About Farazali and His Life Partner
mujhay apnay liye aisi life partner cahie hai jo hans mukh ho, achchi nature ki ho, sughar ho, aur ghar ko jannat bana kay rakhay. izzat karay aur karwaye, sadgi pasand ho, bus mil jul kar rahay pyar muhabbat say.
Farazali's Personal and Physical Details
Farazali's Hobbies / Interests
Farazali's Education and Career
Farazali's Family
Farazali's Religious & Social Background
Farazali's Cultural Background
Farazali's Life Style
About Farazali and His Family
meri mother bhi job karti hain aur father bhi. meray koi bahan bhai nahi hain aur mein iklota hoon.achchi tabiyat ka shareef larka hoon. isi liye aik achchi larki cahta hoon. meri mother urdu speaking hian aur father panjabi. aur hum bht ziada ameer nahi hain per ALLAH ki dia hoa sab kuch hai hamaray ghar mein.
